Pani Pani Song Lyrics - ft. Jacqueline Baadshah and Aastha Gill
Badshah x Jacqueline Fernandez x Aastha Gill are back to raise the temperatures!
Saregama Originals Presents Badshah’s “Paani Paani” a duet with Aastha Gill starring Badshah and Jacqueline Fernandez. Badshah refreshes the soundscape with the romance of the strings of the Rajasthani Rawanhatta and the Kalbeliya Folk Dance. The power Duo Badshah and Aastha Gill are back with the gorgeous Jacqueline Fernandez, all set to set this summer on fire.
Badshah continues to celebrate and represent the cultures of India, celebrating its landscape, colours, dance, and unique folk sounds and instruments that face the fear of being forgotten in this world of new age music.
People are loving this awesome song sung by Badshah and Aastha Gill. Jacqueline is looking so mesmerizing. She totally justifies the song with her expressions and dance skills.
Pani Pani Song Lyrics
Song: Pani Pani
Singer: Badshah and Aastha Gill
Dancer/Actress: Jacqueline Fernandez
Music: Saregama Music
Pani Pani Song Lyrics
Usney mujhe
Chhua bhi nahi
Aisa waisa kuch
Hua bhi nahi
Nazar thi paini, hui bechaini
Aankhon aankhon mein shaitani ho gayi
Saiyaan ne dekha aise
Main paani paani ho gayi ( 3)
Rap verse 1 Chalegi kya Glass pada hai khaali, bharegi kya Saath aaye launde se daregi kya Andar ki feeling se ladegi kya Hadd ho gayi Hadd se aagey bhi badhegi kya Nau acre mein farm , farm pe ghodey Ghodey pe chadhegi kya 123, gaadi ke bonnet se nikle pari Laundey aagey kahin tikte nahi Baatein hain kaidi meri, likh le kahin Chal niklein kahin Aisi hoon khoyi kabhi khoyi hi nahin Aankhein mili hain jabsey soyi hi nahi Duniya se, suney hain, kissey tere Jaane kya aayega hisse mere Issi khayaal mein deewani ho gayi Saiyaan ne dekha aise Main paani paani ho gayi (2)
Rap verse 2 Image kharaab, kaam galat hai News mein naam aata har week Phir bhi jahaan se guzroon Har bandi ke mooh se nikle cheekh Haath pakad par dil na laga Jo kehti hai karke dikhe Sunne mein aaya hai tu marti hai humpe Marr ke dikha Rehne de, mooh bandh rakh Aankhein jo kehti hain kehne de Bohot ruki hai aaj tu Paani banke khud ko behne de
It’s yo boy Badshah
Nazar thi paini, hui bechaini Aankhon aankhon mein shaitani ho gayi Saiyaan ne dekha aise.
0 Comments